• Bribe Hotline
  • 12 years ago
  • 1947 views

Humare yehan Aadhaar Card kyun nahi banaya ja raha hai jab humare…

Reported on August 27, 2013 from Port Blair , Andaman and Nicobar Islands  ι Report #35691

Humare yehan Aadhaar Card kyun nahi banaya ja raha hai jab humare yehan Aadhaar Card bun raha tha tab mai behar me collage kar raha tha par jab mai anadman aaya tab se aab tak sare office me sabhi officer se mil kar pata karne par pata chala ki aur kabhi nahi banega kya hum indian nahi hai ? kya hum india me nahi aate ?

What is your reaction after reading this report?