- Bribe Hotline
- 10 years ago
- 984 views
Mara nam Shes Ram hai main Village Ram pura, thana Kotwali dahat,
Mara nam Shes Ram hai main Village Ram pura, thana Kotwali dahat, Diss.-Buland Shahr (U.P) ka nevase hon Mujhko kuch logon na gole mar de the aur uska bad thana pules na mujhe Haspetal main bharte karaya mare FIR No-288 Of- 2015 antargat Dhara 307 IPC hai laken pules Muljemon sa saj kare hua hai Jab Maine Thana pules ke uch adhekareyon sa shekayat ke to Adhekareyon na kaha ke is bar tum jenda nahe bachoga main bahut parasan hon ab samasya ya hai ke koe bhe adhekare ya pulesvala un badmason ko pakadna ko tayar nahe hai. main kya karon samajh nahe ata agar ap mare madad kar sakta hain to mujhsa mare mobile par avasya bat karan mare jan ko police aur Muljemon dono sa khatra hai mo-9761206846 Help me